हो हम बड़े थे मासूम बे-लिहाज़ बन गये हम बड़े थे मासूम बे-लिहाज़ बन गये
हो हम बड़े थे मासूम बे-लिहाज़ बन गये हम बड़े थे मासूम बे-लिहाज़ बन गये
हो धोखेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये हो धोखेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये
हो धोखेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये हो हम बड़े थे मासूम
अरे कोई नहीं इस दुनिया में दिल जिसने अपना तोडा नहीं हमें गैरों ने भी लूटा है और अपनों ने भी छोड़ा नहीं
अरे कोई नहीं इस दुनिया में दिल जिसने अपना तोडा नहीं हमें गैरों ने भी लूटा है और अपनों ने भी छोड़ा नहीं
हम लोगों के लिए तो स्वाद बन गये हम लोगों के लिए तो स्वाद बन गये
हो धोखेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये हो धोखेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये
हो धोखेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये हो हम बड़े थे मासूम
हो जन्नत में रहने वालों के जहनुम में सवेरे है हो मैंने रंग बदलने सीख लिए अब मेरे भी लाखों चेहरे है
जन्नत में रहने वालों के जहनुम में सवेरे है हो मैंने रंग बदलने सीख लिए अब मेरे भी लाखों चेहरे है मेरे भी लाखों चेहरे है
वो हम कल नहीं थे जो आज बन गये हाँ मेरी इज़्ज़त पे जानी जी दाग बन गये
हो धोखेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये हो धोखेबाज़ों में रह रह के धोकेबाज़ बन गये हो हम बड़े थे मासूम.
[Transliteracja]
Ho hum bade the masoom Be-lihaaz ban gaye Hum bade the masoom Be-lihaaz ban gaye
Ho hum bade the masoom Be-lihaaz ban gaye Hum bade the masoom Be-lihaaz ban gaye
Ho dhokhebaazon mein reh reh ke Dhokhebaaz ban gaye Ho dhokhebaazon mein reh reh ke Dhokhebaaz ban gaye
Ho dhokhebaazon mein reh reh ke Dhokhebaaz ban gaye Ho hum bade the masoom
Arey koyi nahi iss duniya mein Dil jisne apna toda nahi Humein gairon ne bhi loota hai Aur aapnon ne bhi chhoda nahi
Arey koyi nahi iss duniya mein Dil jisne apna toda nahi Humein gairon ne bhi loota hai Aur aapnon ne bhi chhoda nahi
Hum logon ke liye toh Swaad bann gaye Hum logon ke liye toh Swaad bann gaye
Ho dhokhebaazon mein reh reh ke Dhokhebaaz ban gaye Ho dhokhebaazon mein reh reh ke Dhokhebaaz ban gaye
Ho dhokhebaazon mein reh reh ke Dhokhebaaz ban gaye Ho hum bade the masoom
Ho jannat mein rehne walon ke Jahanum mein savere hai Ho maine rang badalne seekh liye Ab mere bhi lakhon chehre hai
Jannat mein rehne walon ke Jahanum mein savere hai Maine rang badalne seekh liye Ab mere bhi lakhon chehre hai Mere bhi lakhon chehre hai
Woh hum kal nahi the Jo aaj ban gaye Haan meri izzat pe jaani ji Daag ban gaye
Ho dhokhebaazon mein reh reh ke Dhokhebaaz ban gaye Ho dhokhebaazon mein reh reh ke Dhokhebaaz ban gaye Ho hum bade the masoom.Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.