lafzon mein keh na sakun bin keh bhi reh na sakun 2
nasha hi nasha raat din hai na pucho yeh kaisa pyar hai
lafzon mein...
halki si barsaat mein, pehli mulakat mein,
pehli hi baar mein dil ko mere le gayi,
chahat ke ikrar mein anjaana gham de gayi.
aayi jab saamne jaane kyun woh darr gayi paagal mujhko kar gayi
janeman janeja
na jaane kya baat hai lage ki din mein raat hai 2
nayi hai subah to nayio shaam ajab haal mera yaar hai
lafzon mein ..............
mera dil meri jaan mein yahan tu hai kahan
mein dekhun mudke jidhar,aaye mujhe tu nazar kehti hai chahate deewana mein ho gaya
teri chahat mein sanam najaane kab kho gaya
yeh kaisa hai asar mujhko na itni khabar kab jaaga kab so gaya
jane man janeja
lafzon mein......
Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa. |
|