Woh rang bhi kya rang hai Jo milta na tere hoth ke rang se hubahu Woh khushboo kya khushboo Thehre na jo teri saanwari zulf ke rubaru
Tere aage ye duniya hai pheeki si Mere bin tu na hogi kisi ki bhi Ab ye zaahir sareaam hai, elaan hai
Jab tak jahaan mein subah shaam hai Tab tak mere naam tu Jab tak jahaan mein mera naam hai Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein subah shaam hai Tab tak mere naam tu Jab tak jahaan mein mera naam hai Tab tak mere naam tu
Uljhan bhi hoon teri Uljhan ka hal bhi hoon main Thoda sa ziddi hoon Thoda pagal bhi hoon main
Barkha bijli baadal jhoothe Jhoothi phoolon ki saugatein Sacchi tu hai saccha main hoon Sacchi apne dil ki baatein
Dastkhat haathon se haathon pe kar de tu Naa kar aankhon pe palkon ke parde tu Kya ye itna bada kaam hai, elaan hai
Jab tak jahaan mein subah shaam hai Tab tak mere naam tu Jab tak jahaan mein mera naam hai Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein subah shaam hai Tab tak mere naam tu Jab tak jahaan mein mera naam hai Tab tak mere naam tu
Mere hi ghere mein ghoomegi har pal tu aise Sooraj ke ghere mein rehti hai dharti ye jaise Paayegi tu khudko na mujhse judaa Tu hai mera aadha sa hissa sadaa
Tukde kar chaahe khaabon ke tu mere Tootenge bhi tu rehne hain woh tere Tujhko bhi toh ye ilhaam hai Elaan hai…Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.