dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai umr bhar ka gam hame inaam diya hai dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai umr bhar ka gam hame inaam diya hai
tufaan me hamko chhod ke saahil pe aa gaye, aa tufaan me hamko chhod ke saahil pe aa gaye saahil pe aa gaye naakhuda ka naakhuda ka hamne jinhe naam diya hai umr bhar ka gam hame inaam diya hai dushman na kare o
pehle to hosh chhin liye zulm-o-sitam se, aa pehle to hosh chhin liye zulm-o-sitam se zulm-o-sitam se diwaanagi ka diwaanagi ka phir hame ilzaam diya hai umr bhar ka gam hame inaam diya hai dushman na kare o
apne hi giraate hai nasheman pe bijaliya, aa apne hi giraate hai nasheman pe bijaliya nasheman pe bijaliya gairo ne aa ke gairo ne aa ke phir bhi use thaam liya hai umr bhar ka gam hame inaam diya hai dushman na kare o
ban ke raqib baithe hai wo jo habib the, aa ban ke raqib baithe hai wo jo habib the wo jo habib the yaro ne khub yaro ne khub farz ko anjaam diya hai umr bhar ka gam hame inaam diya hai dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai umr bhar ka gam hame inaam diya haiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.