Mehndi hai rachnewaali Haathon mein gehri laali Kahe sakhiyaan ab kaliyaan Haathon mein khilnewaali hain Tere mann ko jeevan ko Nayi khushiyaan milnewaali hai Mehndi hai rachnewaali Haathon mein gehri laali Kahe sakhiyaan ab kaliyaan Haathon mein khilnewaali hain Tere mann ko jeevan ko Nayi khushiyaan milnewaali hai O hariyali banno Le jaana tujhko guiyaan Aane waale hai saiyaan Thaamenge aake baiyaan Goonjegi shehnaayi Angnaayi angnaayi Mehndi hai rachnewaali Haathon mein gehri laali Kahe sakhiyaan ab kaliyaan Haathon mein khilnewaali hain Tere mann ko jeevan ko Nayi khushiyaan milnewaali hai
Gaaye maiya aur mausi Gaaye behna aur bhabhi Ke mehndi khil jaaye Rang laaye hariyaali banni Gaaye phoofi aur chaachi Gaaye naani aur daadi Ke mehndi mann bhaaye Saj jaaye hariyaali banni Mehndi roop sanwaare O mehndi rang nikhaare ho Hariyaali banni ke aanchal Mein utrenge taarein Mehndi hai rachnewaali Haathon mein gehri laali Kahe sakhiyaan ab kaliyaan Haathon mein khilnewaali hain Tere mann ko jeevan ko Nayi khushiyaan milnewaali hai
Gaaje baaje baraati Ghoda gaadi aur haathi ko Laayenge saajan tere Aangan hariyaali banni Teri mehndi woh dekhenge To apna dil rakhdenge woh Pairon mein tere Chupke se hariyaali banni Mehndi roop sanwaare O mehndi rang nikhaare ho Hariyaali banni ke aanchal Mein utrenge taarein Mehndi hai rachnewaali Haathon mein gehri laali Kahe sakhiyaan ab kaliyaan Haathon mein khilnewaali hain Tere mann ko jeevan ko Nayi khushiyaan milnewaali hai.Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.