VIDEO
Ae naznin suno na Ae naznin suno na Humein tumpe Haq to do na Chahein to jaan lo na Ke dekha tumhein To hosh ud gaye Hont jaise khud hi sil gaye Ye hont jaise khud hi sil gaye Ae naznin suno na Ae naznin suno na Humein tumpe Haq to do na Chahein to jaan lo na Ke dekha tumhein To hosh ud gaye Hont jaise hont jaise Khud hi sil gaye Ye hont jaise khud hi sil gaye Lagta hai ke tumko Rab ne banaya jis dam Apni kudraton ko usne Tum mein kar diya tha gum Is jahan ko husn baatana Bhi kar diya tha kam Tikhe tikhe naye naksh tere Kaliyon se komal hont tere Phoolon se nazuk paon tere Dono jahan qurbaan tere Tarasha pyaar se jise rab ne Woh murath ho tum Santarashon ki jaise devi tum Tarasha pyaar se jise rab ne Woh murath ho tum Santarashon ki jaise devi tum Tumsa jahan mein koi na Ae naznin suno na Ae naznin suno na Humein tumpe haq to do na Chahein to jaan lo na Ke dekha tumhein To hosh ud gaye Hont jaise hont jaise Khud hi sil gaye Parda khayalon Ka hai sachmuch Zara saamne aa Chand ko mein takta hoon Par teri shaqal aakhon mein Ji jalayi chandini bhi Thandi thandi raaton mein Naata nindon se toot gaya Tere liye ae mere hasin Dil ko yakin ye bhi hai magar Aayega aisa din bhi kabhi Jab mulaqatein bhi hongi Mithi si baatein bhi hongi Pyaar bhari raatein bhi hongi Dekhnaaa Jab mulaqatein bhi hongi Mithi si baatein bhi hongi Pyaar bhari raatein Bhi hongi dekhnaaa Aa ne ki khabar do na Ae naznin suno na Ae naznin suno na Humein tumpe haq to do na Chahein to jaan lo na Ke dekha tumhein To hosh ud gaye Hont jaise hont jaise Khud hi sil gaye Ye hont jaise khud hi sil gaye Hont jaise khud hi sil gayeTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.