shahzade nikle apni sawari par aji lanat bhejo duniyadari par hun lakho sitare par din me wo chhupate hai ham wo sitare shab-o-roz chamkate hai shahazade nikale apni sawari par aji lanat bhejo duniyadari par
uchhalati lahro sun lo, khabar ye hamse le lo tez bahte hai tumse ham hawa magarur hai to kya teri raftar bhi hai kya hamse tufan ka nikle dam ye qadam is zami pe hai nigah us falaq pe har nazar jhukti jaye apni ek jhalak pe phulo ki haisiyat kya, hai giraft us mahak pe shahazade nikle apni sawari par aji lanat bhejo duniyadari par
rango se bhari mahfile hai yahan khushbu me basi zulfe yahan shokhi hai kahi sadgi hai kahi lekin dhundhe ham usko yahan jo aanhe ek gazal si, jo hansi ho kamal si bekhudi ka maza jo aashiqi ka nasha wo kuchh alag ho adaaye pyar de ya sazaye hun lakho sitare par din me wo chhupate hai ham wo sitare shab-o-roz chamkate haiTeksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa.