Saanwariya, saanwariya main toh hui baawariya Tune mann moh liya saawariya ho. Saanwariya, saanwariya main toh hui baawariya Tune mann moh liya saawariya ho. Uljha sa ye mann hai, sulga sa ye tann hai. Sapnon ka saawan hai, nainon ka aangan hai. Chhalke mann gaagariya... saanwariya hosaanwariya ho...
Saanwariya, saanwariya main toh hui baawariya Tune mann moh liya saawariya ho.
Tara rara ra ra ra ra ra raaa Jo tu youn paas aaya hai,jo tu yun dil pe chhaaya hai. Toh maine kya paaya hai, kaise kahoon haan. Kahin dhadhkan ki kaliyaan hai, kahin sapnon ki galiyaa hai. Jo mann mein rang-raliyaan hai, kaise kahoon. Tu jo, mujhe, aise, behkaaye, kabhi kabhi mujhe toh badi laaj. Bhooli hoon main jaise, apni dagariya Jabse hai dekhi maine,prem nagariya, prem nagariya
Saanwariya,saanwariya main toh hui baawariya Tune mann moh liya saawariya ho.
Hohohoho...
Tu jo, mila, mujhe, toh ye saara, sama, badal gaya Khilne lage hain phoolse meri raah mein Phir youn, laga, mujhe ke ye dharti, nayi huwi Naya ambar huwa, teri aur meri chaah main Chanchal, hawa, taraana koyo gaaye Nadiya bhi koyi kahaani kehti jaaye Jabse mili sajna, tujhse najariya Ho gayi hai sodh-budh ki mujhse gathhariya Saanwariya, saanwariya
Saanwariya, saanwariya main toh hui baawariya Tune mann moh liya... saanwariya ho...
Tara rara ra rara... Teksty umieszczone na naszej stronie są własnością wytwórni, wykonawców, osób mających do nich prawa. |
|